Kab yaha beti bhi bete ki tareh

Saans apni bin dare le payegi.


________________


Bachhiyon Ka Baap Tha, Sodai Ya Tazir na Tha
Naam Hai Jiska Jahej, Us Khel Mein Mahir Na Tha


Betiyan Baithi Rahi Maa Baap Ki Dahleej Par
Koi Pursan Haal Banda Aqad Ko Haazir Na Tha


Pee Gya Tha Kitne Dardo-Krb Ka Dariya Magar
Phir Bhi Uska Krb Uski Aankho Se Zahir Na THa


Baap Apni Betion Ki Fikr Mein Khoya Rha

Kya Koi Jaadu jagata Jabki Wo Sahir Na Tha


________________

अपनी बेटी में जान,
और दूसरों की बेटी कहां है इंसान..?
सभी महिलाओं को सम्मान दें,
आप वैसा व्यवहार किसी के साथ ना करें,
जो अपनी बेटी या बहनों के साथ होता, 
ना देख सकें..


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *