Hawa Shayari | Hawa Poetry | Chirag Shayari| Hawa Shayari Hindi | Hawa Quotes English
Hawa Shayari Hindi 2020
बिगाड़ेंगी भला अब क्या हवाएँ
Charago Ka Naya Ye Hausla Hai
Bigaadengi Bhala Ab Kya Hawaye
____________
लड़ी है खुश्बू से फिर हवाई,
फूलों के पकने ज़की फसल आयी
फ़ज़ा मैं देखो कोई न कोई
परिंदा होगा उतरने वाला
बिना पलक झपके मुंतज़िर है
तालाब का ठहरा ठहरा पानी
न जाने किस नींद सोया है
इस आईने में सवरने वाला
Ladi Hai Khusbhu Se Phir Hawaye,
Phoolon Ke Pakne zki Fasal Aayi
Faza Main Dekho Koi Na Koi
Parinda Hoga Utrne Wala
Bina Palak Jhapke Muntzir Hai
Talab Ka Thahra Thahra Pani
Na Jane Kis Neend Soya Hai
Iss Aaine Mein Sawrne Wala
____________
चिराग हो तो रौशनी लुटाओ तुम
ये कैसी ज़िद है के रुख पर
हवा के बैठ गए तुम
Chirag Ho To Roshni Lutao Tum
Ye Kesi Zid Hai Ke Rukh Par
Hawa Ke Baith Gaye Tum
Hawa Shayari
|
मौत के डर से पत्ता पत्ता काँप उठा
एक हवा का झोंका जब बेबाक हुआ
अब्र ने रख ली आबरू प्यासी मिटटी की
सब्ज़ा-सब्ज़ा धरती की पोशाक हुआ
____________
Maut Ke Dar Se Patta Patta Kaanp Utha
Ek Hawa Ka Jhoka Jab Bebaak Hua
Abr Ne Rakh Li Aabru Pyaasi Mitti Ki
Sabza-Sabza Dharti Ki Poshak Hua
Chiraag Shayari
|
दिल की आज क्यों जाने, बढ़ रही है बेचैनी
आज इस हवा मैं भी दिक्ति बेकरारी है
____________
Dil Ki Aaj Kyu Jane, Badh Rahi Hai Bechaini
Aaj Iss Hawa Main Bhi Dikti Bekarari Hai
Chiraag Quote
|
Read Also:
क्यों उड़ाती फिर रही है हवा मुझे
मैं अगर एक शाख से टूटा पत्ता नहीं
आज तनहा हो तो कितना अजनबी माहौल है
एक भी रस्ते ने तेरे शहर में रोका नहीं
क़दमों की चाप देर से आती है कान में
कोई मेरे ख्याल में फिरता न हो कही
सैनिकी हुई हवाओं में खुशबू की आंच है
पत्तों में कोई फूल दहकता न हो कही
अब्र के साये तो मिट ते है हवा के हाथो
धुप ही अपना मुक़्क़दर है सो जलते रहिये
किस को फुर्सत है के सुने कोई बात
खुद कलम के जौहर से निखरते रहिये
जलने लगे खला में हवाओं के नखसे-पर
सूरज का हाथ शं की गर्दन पे जा पड़ा
छत से पिघल के जम गयी ख्वाबो की चांदनी
कमरे का दर्द हाँफते सायों को खा गया.
____________
Kyu Udati Phir Rahi Hai Hawa Mujhe
Main Agar Ek Shakh Se Tuta Patta Nahi
Aaj Tanha Hu To Kitna Ajnabee Mahol Hai
Ek Bhi Raste Ne Tere Shehar Mein Roka Nahi
Kadmon Ki Chap Der Se Aati Hai Kaan Main
Koi Mere Khayal Mein Firta Na ho Kahi
Saniki Hui Hawao Main Khushubu Ki Aanch Hai
Patton Mein Koi Phool Dahkta Na ho Kahi
Abr Ke Saye To Mit Te Hai Hawa Ke Hatho
Dhoop Hi Apna Muqqdar Hai So Jalte Rahiye
Kis Ko Fursat Hai Ke Sune Koi Baat
Khud kalami Ke Johar Se Nikharte Rahiye
Jalne Lage Khala Mein Hawao Ke Nakhse-Par
Suraj Ka Hath Sham Ki Gardan Pe Ja Pda
Chhat Se Pighal Ke Jam Gayi Khwabo Ki Chandani
Kamre Ka Dard Haanfte Sayon Ko Kha Gya
Roshni or Chirag
|
रात के साँस की महकार से सरशार हवा
जागते शहर सुला देती है, बेदार हवा
जाने किस तरह कहलाओ में धनुक बनती है
चाँद की रंग भरी झील के उस पार हवा
कितनी यादें है की झोको की तरह बहती है
छोड़ आती है जिन्हे मंझधार हवा
सर खुले, खाक उड़ाती हुई, आँगन-आँगन
रात के दर्द का कर जाती है इज़हार हवा
चाँद के रस में बुझे लम्हों की तन्हाई में
जहर-इ-हिज़्र में डूबी हुई तलवार हवा
कितने लम्हे थे की अश्कों की तरह बरसे
रात गुजरी थी जो गाती हुई मलहार हवा
वो तेरी झूमती ज़ुल्फ़ों का घना जंगल है
भूल जाती है यहाँ शोकि-इ-रफ़्तार हवा
आसमान पर सफर-इ-मौज़े-सहर से पहले
रोज़ उठा देती है एक रंग की दीवार हवा.
____________
Raat Ke Saans Ki Mahkaar Se SarShar Hawa
Jagte Shahar Sula Deti Hai, Bedar Hawa
Jane Kis Tarh Khalao Mein Dhanuk Bunti Hai
Chand Ki Rang Bhari Jheel Ke Uss Paar Hawa
Kitni Yaadyen Hai Ki Jhoko Ki Tarh Bahti Hai
Chod Aati Hai Jinhe Manjhdhar Hawa
Sar Khule, Khak Udati Hui, Aangan-Aangan
Raat Ke Dard Ka Kar Jati Hai Izhaar Hawa
Chand Ke Ras Mein Bujhe Lamho Ki Tanhai Mein
Jahar-E-Hizr Mein Doobi Hui Talwaar Hawa
Kitne Lamhe The Ki Ashkon Ki Tarh Barse The
Raat Guzri Thi Jo Gaati Hui Malhaar Hawa
Wo Teri Jhumti Zulfon Ka Ghna Jangal Hai
Bhool Jati Hai Yaha Shoki-E-Raftaar Hawa
Aasman Par Safre-E-Mauze-Sahar Se Pahle
Roz Utha Deti Hai Ek Rang Ki Deewar Hawa
Hawa Quote Hindi
|
बहुत इतरा के देखो बह रही है
हवा ने आज तुझे छू लिया क्या
____________
Bahut Itra Ke Dekho Bah Rahi Hai
Hawa Ne Aaj Tujho Chu Liya Kya
Read Also:
ए हवा और थोड़ा अहिस्ता देख
कब से बिखर रहे है हम
सुर्खियां सब हमारे खून की है
रोज़ ताज़ा खबर रहे है हम
____________
Aye Hawa Aur Thoda Ahista Dekh
Kab Se Bikhar Rahe Hai hum
Surkhiyan Sab Hamare Khoon Ki Hai
Roz Taza Khabar rahe Hai Hum
मुखालिफ है हवा तो क्या, कभी तो रुख ये बदलेगी
यही बदलाव मैं लेन तदवीर हो जाओ
____________
Mukhalif Hai Hawa To Kya, Kabhi To Rukh Ye Badlegi
Yahi Badlav Main Lane Tadveer Ho Jau
तारीकियां कबूल है लेकिन कभी कभी
आँगन में मेरे चाँद भी उतरा करे कोई
मेने हवा की डोलती हुई लहरों को चुन लिया
अब मेरा साथ दे के किनारे करे कोई
____________
Tarikiyan Kabool Hai Lekin Kabhi Kabhi
Aangan Mein Mere Chand Bhi Utara Kare Koi
Mene Hawa Ki Dolti Hui Lahro Ko Chun Liya
Ab Mera Sath De Ke Kinara Kare Koi
उजड़ चुके है डरो-बाम वो चिराग है घर
तलाश करती है गलिओं में हवाएँ क्या
बहुत तालीब है मंज़िल, बहुत करीब है घर
ये सोचते हुए रास्ते से लौट जाये क्या
____________
Ujad Chuke Hai Daro-Baam Wo Chiraag Hai Ghar
Talash Karti Hai Galion Mein An Hawayen Kya
Bahut Taleeb Hai Manzil, Bahut Kareeb Hai Ghar
Ye Sochete Hue Raste Se Laut Jaye Kya
बर्फ के जिस्म पे क्या ठंडी हवाओं का असर
बन के रहना है आग का शोला तुमको
अब तो मेरी आँखे है तुम्हारी आँखे
है मेरे बाद नज़र आएगी दुनिया तुमको
____________
Barf Ke Jism Pe Kya Thandi Hawao Ka Asar
Ban Ke Rhna Hai Aaag Ka Shola Tumko
Ab To Meri Aankhe Hai Tumhari Aankhe
Ha Mere Baad Nazar Aayegi Duniya Tumko
अजीब है दिल का ये दिया भी
हवा चले महो-साक गुज़रे
मुझे कुछ महसूस हो रहा है
अभी अभी कुछ बुझा हो जैसे
____________
Ajeeb Hai Dil Ka Ye Diya Bhi
Hawa chale Maho-Saak Guzre
Mujhe Kuch Mahsus Ho Raha Hai
Abhi Abhi Kuch Bujha Ho Jese
Read Also: