Best sad & heartbroken Shayari of Ghalib

YEH ISHQ NAHI AASAAN BUS YUN SAMJH LIJIYE AACJ KA DARIYA HAI AUR DOOB KE JANA HAI 

Nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin Bahot be-aabru hokar tere kuche se hum nikle 

Maut ka ek din muyyan hai Nend kiyu raat bhar nahi aati. 

Hazaro khuhashen ki har khawhish pe dam nikle. Bahut nikle mere arman lekin phir bhi kam nikle 

Hazaro aib dekhe hai ham dusro ke phelu mein, Apne kirdar mein ham farishte ho jaise 

Zahid sharab pene de masjid mein bait kar, Ya ho jagah bataa, jahan khuda nahi 

Bure waqt zara adab se pesh aa Kiyuke waqt nahi lagta waqt badakne mein

Raste kaha khatm hote hai zindgi ke safar mein, 
Manzil toh wahi hai jaha khuwahishe tham jai

Kon poochta ha pinjare mein band parindon ko, Ghalib, 
Yaad wo aati hai jo udh jate hain 

Dile nadan tuje hua kiya hai 
aakhir iss dard ki dawa kiya hai 

Ham ko hai unse wafa ki ummeed jo nahi jante wfa kiya hai 
Har roz gir kar bhi mukammal khade hain 

Ayai zindgi dekh, 
mere hosle tujhse bhi bade hain 

Isqh ne Ghalib Nikamma kardiya 
Warn aadmi toh ham bhi kaam ke the 

Aata hai kaun kaun tere Gham ko baantne 
Ghalib tu apni mout ki afwah udha ke dekh

Hum ne muhabbat ke nashe mein aa kar use khuda bana dala 
Hosh tab aaya jab usne kaha ki khuda kisi eik nahi hota 

Ham ko maloom ha jannat ki haqeeqat lekin 
Dilko khush rakhne keliyai Ghalib yeh khiyaal achcha hai 

Hai siddat teri ibadat mein toh mazaar ko hila ke dikha 
Warna do jam pe aur mazaar ko hilta dekh 

Isqh par zor nahi hai yeh wo aatish hai Ghalib 
Jo lagai na lagai aur bhujai na bane 

Chodh do ab use wafa ki ummeed Ghalib, 
Jo rula sakta hai wo bhula bhi sakta hai 

Mujhe mohabbat ke Siva kutch nahi aata, 
Zindgi guzarne ki do hitareqe hain Ghalib

Eik tujhe nahi aata, 
eik muje nahi aata 
Na tha kuch to khuda tha 
Kuch naa hota to khuda hota 
Duboya mujhe hone ne 
Na hota mein to kiya hota

Agar hota hai ittefaq to huch yu kiyu nahi hota 
Wo chale ussi raah par jo mujh pe khatam ho 

Ham ko hai unse wafa ki ummeed, 
Jo nahi jaante wafa kiya hai 

Ji dond tha hai fursat ke raat din 
Behte rahe tassawure jana keliyai 

Wo ayai ghar mein hamare khuda ki qudrat hai 
Kabhi ham inko kabhi apne ghar ko dekhte hai 

Har eik baat pe kehte ho tum ki tu kiya hai, 
Tumhi kaho ki yeh andaaz-e- guftugu kiya hai 

Rahi na taqat-e-guftaar, aur agar hob hi 
Toh kis ummeed pe khayai ke aarzoo kiya h 

Hamko unse wafa ki hai umeed Jo nahi jaante wafa kya hai”

“Ham ne maana ke taghaful na karoge lekin Khaak ho jaayenge ham tum ko khabar hone tak” 

“Aashiqi sabr-talab aur tamanna betaab Dil ka kya rang karun khoon-e- jigar hone tak” 

“Zindagi yun bhi guzar hi jaati Kyun tera raahguzar yaad aaya” 

“Jaate hue kahte ho qayamat ko milenge Kya khub, qayamat ka hai goya koi din aur” 

“Mehrbaan hoke bula do mujhe chaaho jis waqt Main gaya waqt nahi hoon ki phir aa bhi na sakun” 

“Main bulaata to hoon us ko magar ae jazba-e-dil Us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane” 

” ‘Ghalib’-e-khasta ke bagair kaun se kaam band hain Roie zaar-zaar kya, kijiye haaye-haaye kyun” 

“Zikr us parivash ka, aur phir bayan apna Ban gaya raqib aakhir tha jo raazdan apna”

“Hazaaron khwaishen aisi ki har khwaish pe dam nikle Bahut nikle mere arman lekin phir bhi kam nikle” 

“Ibn-e-Maryam hua kare koi Mere dukh ki dava kare koi” 

“Qata kiijye na ta’alluq ham se Kuch nahin hai to adavat hi sahi” 

“Maut ka ek din mu’ayya hai Neend kyon raat bhar nahi aati”

“Naqsh fariyaadi hai kis ki shokhi-e-tahreer ka Kaagzi hai pairahan har paikar-e-tasveer ka” 

“Ye na thi hamaari qismat ke visaal-e-yaar hota Agar aur jeete rahte yahi intezaar hota” 

“Qaid-e-hayat-o-band-e-gam asl mein dono ek hain Maut se pahle aadmi gam se nijat paye kyun”

“Hain aur bhi duniya mein sukhanvar bahut achche Kahte hain ki ‘Ghalib’ ka hai andaaz-e-bayan aur” 

kaun jiitä hai tiri zulf ke sar hote tak 

Hamko unse wafa ki hai umeed 
Jo nahi jaante wafa kya hai 

Zindagi yun bhi guzar hi jaati 
Kyun tera raahguzar yaad aaya 

Mehrbaan hoke bulao mujhe chaaho jis waqt Main gaya waqt nahi hoon ki phir aa bhi na sakun 

Qaid-e-hayat-o-band-e-gam asl mein dono ek hain Maut se pahle aadmi gam se nijat paye kyun 

Hain aur bhi duniya mein sukhanvar bahut achche Kahte hain ki ‘Ghalib’ ka hai andaaz-e-bayan aur

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *